Saturday, April 27, 2019

Sabr...♥️

Kuchh waqt to diya hota
Thoda bharosa toh kia hota
Bana hota mai tere qabil...
Thoda sabr to kiya hota....

Ghadiya chali is tarah
Raftar dheemi ho gayi uske samne
Samay aaya samay badlne ka aur
Tu ruthkar chali gayi

Na mouka diya
samay badlne ka
Na ghadiya chali Mulaqat ki
Banaya hota tujhe apna...
Thoda sabr toh kia hota ......💞😊






3 comments:

Happy Rakshabandhan Tai

 जगाचं ठाऊक नाही पण  मला मोठा आधार आहे. पाठिंबा नको कुणा दुसऱ्याच... पाठीशी मोठ्या बहिणींचा हाथ आहे.. ताई म्हणुनी कुटुंबात जन्माला अस्सल ते ...