#RIP IRFAN KHAN
Tarif ka mohtaj nahi tha..
Uske andaz me hi sadgi thi....
Aaj chhodkar gaya hai dunia...
Lekin..,dunia abhi bhi hai...
Irfan Khan ki deewani...
Uske andaz me hi sadgi thi....
Aaj chhodkar gaya hai dunia...
Lekin..,dunia abhi bhi hai...
Irfan Khan ki deewani...
Hasta tha, auro ko hasata tha,
Uske khamoshi me bhi ek raaj tha,
Jiski aankhe bhi baate karti thi..,
Aaj khamoshi se chhodkar chala gaya.
Uske khamoshi me bhi ek raaj tha,
Jiski aankhe bhi baate karti thi..,
Aaj khamoshi se chhodkar chala gaya.
Socha na tha, yu chhodkar jayega,
Mar ke bhi.., hai jo logo me jinda
Jubaan pe sirf Irfan ke bol hai...
Mar ke bhi.., hai jo logo me jinda
Jubaan pe sirf Irfan ke bol hai...
Mout to aani hi thi ek din,
Jindagi bs ek chhalava hai..,
Karname kia is tarah,
Film jagat uska naam मशहूर था...
Jindagi bs ek chhalava hai..,
Karname kia is tarah,
Film jagat uska naam मशहूर था...
Kalakar tha o, lakho kalaye chhod gaya,
Haskar hasata tha...,
Logo ke hotho pe,
Aaj khamoshi chhod gaya...
Haskar hasata tha...,
Logo ke hotho pe,
Aaj khamoshi chhod gaya...
No comments:
Post a Comment